Friday, April 3, 2020

Bachpan

Bachpan to bachpan hota hai sunehri yado ka pitara hota hai.choti choti khushi me sab ka gujara hota hai.wo bachpan nadaniya wo khilone,bhulenge kaise papa ke khando se dekhe har ek nazare,ma ka pyar chacha ka dular mousi ki ladli buwa ki jaan.sab kuch to hai is bachpan me jo nahi hai wo na kisi se gila na shikwa na rukha pan na zagda.dil me hai khushi aakho me pyaar jise dekhu use apna bana lu asi he meri Muskan.

No comments:

Post a Comment